palko me sapne chamke aahista
ehsas dil ka mahke aahishta
chahat ka panchi chahke aashista
chahat ka panchi chahke aashista
kisko bulaye man ye aashishta
palko me sapne chamke aahishta
ehsas dil ka mahke aahishta
chahat ka panchi chahke aahishta
chahat ka panchi chahke aahishta
kisko bulaye man ye aahishta
sharmili aankhe jhukti hai pal pal
par sambhale se sambhle na aachal
sharmili aankhe jhukti hai pal pal
par sambhale se sambhle na aachal
karti hai dhadkan sine me halchal
pahle nahi thi aisi mai chanchal
palko me sapne chamke aahishta
ehsas dil ka mahke aahishta
chahat ka panchi chahke aahishta
chahat ka panchi chahke aahishta
kisko bulaye man ye aahishta
chand ke rath pe aayega sajan
banke firungi jiski mai dulhan
ha dulhan ho dulhan
chand ke rath pe aayega sajan
banke firungi jiski mai dulhan
phir dhup me to barsega sawan
jab jab mai sochu mahke ye daman
palko me sapne chamke aahishta
ehsas dil ka mahke aahishta
chahat ka panchi chahke aahishta
chahat ka panchi chahke aahishta
kisko bulaye man ye aahishta
ho man ye aahishta, ha man ye aahishta