ho din saara mauje kare bin dulhe ki baraat me
chaahe naache ja tu saath me khud ki talaash ke
zindagi ki taash ke hai patte tere haath me
dukki tikki bania begi badshah re
panja chhakka bania begi badshah re
bin dulhe ki baraat me
chaahe naache ja tu saath me khud ki talaash ke
zindagi ki taash ke hai patte tere haath me
dukki tikki bania begi badshah re
panja chhakka bania begi badshah re
ho pairo ke bin paisa daude bhaage re
chaahe ho jitna bhi ye thoda laage re
pairo ke bin paisa daude bhaage re
chaahe ho jitna bhi ye thoda laage re
jitna tu aage bhaage utna ye peeche re
jitna tu peeche bhaage utna ye aage re
chalti hai paise ki hi jhukta jahaan pyare
seedhe karta saare kaare
dukki tikki bania begi badshah re
panja chhakka bania begi badshah re
deti hai ye duniya sabhi ko mauka
dhoka jo na dega to khayega dhoka
deti hai ye duniya sabhi ko mauka
dhoka jo na dega to khayega dhoka
bas wo hi seedha yahaan
taana kaha maara jo sab se tu peeche chuta
dil se tu haara jo khul ke hai jeena to aao
apni chala pyare reh na pagle haare haare
dukki tikki baniya begi badshah re
panja chhakka baniya begi badshah re