tumne agar pyar se dekha nahi mujhko
tumne agar pyar se dekha nahi mujhko
to chhod ke sahar me chali jaungi
to chhod ke sahar me chali jaungi
jid na karo jane wafa man lo kahna
jid na karo jane wafa man lo kahna
varna me laut ke kabhi na aaungi
varna me laut ke kabhi na aaungi
tumne agar pyar se dekha nahi mujhko
to chhod ke sahar me chali jaungi
to chhod ke sahar me chali jaungi
roshani chand se hoti hai sitaro se nahi
mohabbat ek se hoti hai hazaro se nahi
roshani chand se hoti hai sitaro se nahi
mohabbat ek se hoti hai hazaro se nahi
mene chaha hai tumhe sirf tumhe chahaungi
ho ke tumse juda ab me na ji paungi
tune agar chodi nahi berukhi apni
tune agar chodi nahi berukhi apni
to chhod ke shahar me chali jaungi
to chhod ke shahar me chali jaungi
jid na karo jane wafa man lo kahna
varna me laut ke kabhi na aaungi
varna me laut ke kabhi na aaungi
ek dujhe ki mohabbat ko aajmane me
umar bite na kahi ruthane manane me
ek dujhe ki mohabbat ko aajmane me
umar bite na kahi ruthane manane me
har gadi tumko meri yaad bohat aayegi
chain lene nahi degi thadpayegi
tumne agar janejigar dil mera toda
tumne agar janejigar dil mera toda
to chhod ke sahar me chali jaungi
to chhod ke sahar me chali jaungi
jid na karo jane wafa man lo kahna
varna me laut ke kabhi na aaungi
varna me laut ke kabhi na aaungi
tumne agar pyar se dekha nahi mujhko
to chhod ke sahar me chali jaungi
to chhod ke sahar me chali jaungi
to chhod ke sahar me chali jaungi
to chhod ke sahar me chali jaungi