People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 1 *

Kisi Din Mai Banungi
Lyricist: Sameer
Album: Raja(1995)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Raja/Kisi-Din-Banoongi-Main/NxwZZzhHdnU
Video:
kisi din banungi main raja ki rani, zara phir se kehna
kisi din banungi main raja ki rani, zara phir se kehna
badi dilruba hai ye sari kahani, zara phir se kehna
abhi to mile ho abhi tum na jana
ke dil ban gaya hai tumhara diwana, ho zara phir se kehna
kisi din banungi main raja ki rani, zara phir se kehna

jhuki jhuki nazar teri kamal kar gayi
uthi jo ek baar sau sawal kar gayi
jhuki jhuki nazar teri kamal kar gayi
uthi jo ek baar sau sawal kar gayi
meri jawan dhadkano me teri pyas thi
laga ye tujhko dekhke teri talash thi
tasvir teri dilbar main dil me utaruga
uljhe uljhe tere gesu ko sawarunga, zara phir se kehna
kisi din banegi tu raja ki rani, zara phir se kehna
badi dilruba hai ye sari kahani, zara phir se kehna
abhi to mile ho abhi tum na jana
ke main ban gaya hu tumhara diwana, zara phir se kehna
kisi din banungi main raja ki rani, zara phir se kehna

tu phul hai chaman ka main kali bahar ki
mere labo pe likh de dastan pyar ki
tu phul hai chaman ka main kali bahar ki
mere labo pe likh de dastan pyar ki
tu ishq ki juban husn ka bayan hai
tu ja nashin janejatu meri jaan hai
tarif na kar itni main hosh gawa baithu
aisa na ho chahat me duniya ko bhula baithu, zara phir se kehna
kisi din banungi main raja ki rani, zara phir se kehna
badi dilruba hai ye sari kahani, zara phir se kehna
abhi to mile ho abhi tum na jana
ke dil ban gaya hai tumhara diwana, ho zara phir se kehna
kisi din banegi tu raja ki rani, zara phir se kehna
badi dilruba hai ye sari kahani
zara phir se kehna, zara phir se kehna