o phirki wali tu kal phir aana
nahi phir jaana tu apni jubaan se
ke teri naina hai sharaab beimaan se
o matwali yeh dil kyun toda
yeh tir kaahe chhod a najar ki kamaan se
ke mar jaayunga main bas muskaan se
pehle bhi tune ek roj yeh kaha tha
pehle bhi tune ek roj yeh kaha tha aaungi, tu na aayi
wada kiya tha saiya banke badariya chhaungi, tu na chayi
mere pyase, mere pyase naina tarse tu nikli na ghar se
kaise beeti woh raat suhaani, tu sun le kahani
yeh saare jahaan se
ke teri naina hai sharaab beimaan se
o phirki wali tu kal phir aana
nahi phir jaana tu apni jubaan se
ke teri naina hai sharaab beimaan se
socha tha maine kisi roj gori haske
socha tha maine kisi roj gori haske bolegi, tu na boli
meri mohabbat bhari baate sun sunke dolegi, tu na doli
o sapno me, o sapno me aanewaali ruk ja jaanewali
kiya tune mera dil chori
yeh puchh le gori jamin aasmaan se
ke teri naina hai sharaab beimaan se
o phirki wali tu kal phir aana
nahi phir jaana tu apni jubaan se
ke teri naina hai sharaab beimaan se
ke teri naina hai sharaab beimaan se