chalti hai purwayi chal hum bhi chalte hai
panchhiyo ke sath sath hum bhi nikalte hai
jaana hume us par humko bulata hai pyar

yaha se aur aage waha se aur aage
na koi bhi gaya ho jaha se aur aage
suna tumne nahi hai koi jannat kahi hai
waha sab kuch milega yaha kuch bhi nahi hai
rahte hai sabhi bhagwan waha
abhi pahuncha nahi insan waha
chalti hai purwayi chal hum bhi chalte hai
panchhiyo ke sath sath hum bhi nikalte hai
jaana hume us par humko bulata hai pyar
chalti hai purwayi chal hum bhi chalte hai
panchhiyo ke sath sath hum bhi nikalte hai
pawan se pankh mangke gagan ki aur ud chale
mai tera hath tham lu tu mera hath tham le
zara dekho to waha par wo neele aasman par
wo jadugar hai koi kisi ka ghar hai waha par
jadugar se kaho koi jadu kare
sari khushiyo se sabki jebe bhare
chalti hai purwayi chal hum bhi chalte hai
panchhiyo ke sath sath hum bhi nikalte hai
jaana hume us par humko bulata hai pyar
humko bulata hai pyar humko bulata hai pyar