kya se kya ho jaye lagaye gori jab thumka
kya se kya ho jaye lagaye gori jab thumka
sari duniya ko naach nachaye lagaye gori jab thumka
patli kamar dekho yu lachkaye
patli kamar dekho yu lachkaye
balkhati nagan jaise chali aaye
ache acho ki ache acho ki chutti ho jaye
lagaye gori jab thumka
kya se kya ho jaye lagaye gori jab thumka
ye wo nasha jisne piya kabhi hosh me wo na aaya
laakh koshish kare koi agar fir bhi wo bachne na paaya
tumne to sapno me tumne to sapno me
wo ik pal me ye kar jaaye lagaye gori
lagaye gori jab thumka
kya se kya ho jaye lagaye gori jab thumka
badi door se aaye hai ham jayenge mehfil saja ke
hamko kabhi na bhuloge tum kabhi dekh lena bhula ke
jaha iske jalwo ne jaha iske jalwo ne jalwa dikhaya
wahi loot ke le jaaye lagaye gori
lagaye gori jab thumka
kya se kya ho jaye lagaye gori jab thumka
hamko yaki aage tum mehfil me aakhir hamari
arey dil lutne bade pyaar se aaye ho karke taiyari
arey dil lutne walo ha ha dil lutne walo
tum lut na jaao aisa kahi na ho jaye
lagau jab lagau jab mai thumka
kya se kya ho jaye lagau jab mai thumka
sari duniya ko naach nachaye lagau jab mai thumka
kya se kya ho jaye lagau jab mai thumka