yo apne me khoye hai sab
apne se apne ko matlab
bade shehar ke bade nakhre hai
samjana inko ki
choti si hai yaha ye baat
din se labi hai raat
jo kamnaye hai vo baju ho jaye
wasta na usse koi
wasta na usse koi
guse me rahte hai sab
jo muskura de vo hai ajab
uchi emarto me niche hai log
samjana unko koi
jina bhi hamko hai
marna bhi hamko hai
jite ji kyo marte ho
usme kya maja hai
ek dodha me bage hai sab
fursat ka jane na matalab
padosi bhi hai padosi se ajnabi
hoga anjana koi hoga anjana koi
paisa hai to fir hai adab
gadi bagale ki sab chamk
jo thanthan gopal hai
uska pucho na hal
janta na usko koi
janta na usko koi
janta na usko koi