mujhko ye gawaara na tha, par tera ishaara jo tha
roke na rukega tu, mera man aawaara sa tha
daato mein dabe the honth, man mein chhupa tha yeh khot
kaabu mein na the khayal, puchho na bas mera haal

kadam fisal gaye to kya, saanse chadh gayi to kya
galti ho gayi to kya
raat gayi hai baat gayi, ab jaane bhi do na
raat gayi hai baat gayi, raat gayi hai baat gayi
raaj ye jamaana na tha, chalna koi bahana na tha
bhola bhaala gumshuda haay uski ada
chupke chupke chori chhupe sabki najro ke nichhe
sabse kahi mukatlif ilahaan tum bas sirf
kadam fisal gaye to kya, saanse chadh gayi to kya
galti ho gayi to kya
raat gayi hai baat gayi, ab jaane bhi do na
raat gayi hai baat gayi, raat gayi hai baat gayi
raat gayi hai baat gayi, raat gayi hai baat gayi
sab to yahi kehte the, ho iraade behke se
ho jaaye jo hone na do, uspe tum dafa chuna do
kehte jo kehne do, unaki baate rehne do
aag ka ye dariya hai, iss mein khud ko behne do