besharam o behaya tu jinda laash ban gaya
agni se naha le phir bhi tu rahega gira
khuda bhi aa jaaye tu na badlega
yeh dekhkar mera khun khaulata
besharam o behaya tu jinda laash ban gaya
agni se naha le phir bhi tu rahega gira
khuda bhi aa jaaye tu na badlega
yeh dekhkar mera khun khaulata
jo hawa se dolte unko kyun de raasta
bhed bakariyon ko taalim deke hoga kya
beete itihaas se kya kisi ne sikha
dharmshastro se katle aam kab hi ruk saka
besharam o behaya tu jinda laash ban gaya
agni se naha le phir bhi tu rahega gira
khuda bhi aa jaaye tu na badlega
yeh dekhkar mera khun khaulata
kal gufaayein thi jahaan aaj hai wahaan mehel
ashwdal the daudate vimaan udate aaj kal
phir bhi jungalon ke raaj mein bas rahe shehar
har jagah hai aaj bhi andheron ke hi hai kehar
besharam o behaya tu jinda laash ban gaya
agni se naha le phir bhi tu rahega gira
khuda bhi aa jaaye tu na badlega
yeh dekhkar mera khun khaulata