ye ran bhumi hai yahi ran bhumi hai
ye ran bhumi hai yahi ran bhumi hai
wo kaun sa saya aaj uth gaya jahan se
wo kaun sa saya aaj uth gaya jahan se
jo jeete the pyar se
wo jeete hai talvar se
khun mil raha maati me
laal ho rahi bhumi
kal bhumi thi matar bhumi
aaj ban gayi ran bhumi
ye ran bhumi hai yahi ran bhumi hai
ye ran bhumi hai yahi ran bhumi hai
kiska dil kahan ro raha, kahan macha hai matam
kiska dil kahan ro raha, kahan macha hai matam
har ghar ki yahi kahani hai
har shehar ka yahi aalam
ganga tere laalo ne, laal kar di ganga
ganga tat ki karam bhumi
aaj ban gayi ran bhumi
ye ran bhumi hai yahi ran bhumi hai
ye ran bhumi hai yahi ran bhumi hai
chita jab kisi ki jalegi
aag dono or lagegi
ek thandi hogi subah tak
duji barso tak sulgegi
liye aag badle ki aaj jala dega duniya ko
liye aag badle ki aaj jala dega duniya ko
gyan bhumi me jeene wala
ab jeeyega ran bhumi me
ye ran bhumi hai yahi ran bhumi hai
ye ran bhumi hai yahi ran bhumi hai
wo kaun sa saya aaj uth gaya jahan se
jo jeete the pyar se
wo jeete hai talvar se
ye ran bhumi hai yahi ran bhumi hai
ye ran bhumi hai yahi ran bhumi hai