re bandhe re bandhe re bandhe aise mohe bandhe
haan mohe bandhe wo naino ki dor se
hai ye pyar kaisa iska raz hai kya bol de
keh bhi de
kabhi sukun kabhi lage bala hai
kabhi dua kabhi lage hala hai
naino se ye kya ho chala hai
bairiya o bairiya mujhe sata na bairiya
bairiya o bairiya mujhe sata na bairiya
kaisi ye peed jo raate jage taro ko chhante re
kaisi ye peed jo raate jage
rate jage or taro ko chhante re
palko ki dibiyo me rehte, khwab hai udne ko kehte
hatho se chhuta chhuta chala hai jiya
bairiya o bairiya mujhe sata na bairiya
udne lagi hai khamoshi se bato ki parchiya
udne lagi hai khamoshi se
khamoshi se bato ki parchiya
hone lage aadhe aadhe aankho se hi kayi wade
sanse jalaye ishk ki sardiya
bairiya o bairiya mujhe sata na bairiya
bairiya o bairiya mujhe sata na bairiya
kabhi dua kabhi kabhi hala bairiya o bairiya