ajab ho tum jo lete ho
zuba ka kaam nazar se nazar se
ajab ho tum jo lete ho
zuba ka kaam nazar se nazar se
diya hai aaj tumne fir koi paigam
nazar se nazar se nazar se nazar se nazar se
ajab ho tum jo lete ho
zuba ka kaam nazar se nazar se
nazar me kaid karke sanam tumhe le jayenge janam
bahot din ji liye tanha na ab ji payenge kasam se
ho na jane log kya samjhe nazar ki baat kya hai aakhir
hame dar hai ki lag jae na ab ilzam nazar se nazar se
nazar se nazar se nazar se ajab ho tum jo lete ho
zuba ka kaam nazar se nazar se
tufan hai zindagi ka khwab is rahen mohobat me
chalo ab khwab ko hum tum badal dale hakikat me
ho tumhare dil ki bechaini hamare dil me aa ponchi
hamare dil pe likhte ho tum apna naam nazar se nazar se
nazar se nazar se nazar se ajab ho tum jo lete ho
zuba ka kaam nazar se nazar se
diya hai aaj tumne fir koi paigam
nazar se nazar se nazar se nazar se nazar se
ajab ho tum jo lete ho
zuba ka kaam nazar se nazar se