People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 1 *

Antaryami Hokar Prabhu
Lyricist: B.D. Mishra
Tag: Hindi
Video:
antaryami hokar prabhu kyu bante ho anjaan
aayi hun main dwar tumhare kaha chhupa ghanshyam
dukhan laage nain daras bin darshan do girdhari
dukhan laage nain daras bin darshan do girdhari
tumhare karan sab sukh chhoda tumhare karan sab sukh chhoda
mohan shyam udari ab darshan do girdhari
dukhan laage nain daras bin darshan do girdhari

tadap rahi birha ki mari na man ki pyas bujha hamari
tadap rahi birha ki mari na man ki pyas bujha hamari
meera ke prabhu ab to aao meera ke prabhu ab to aao
vinati karu tihari main vinati karu tihari
ab bin darshan do girdhari

kab se khadi hai dwar pe dasi ye tumhari
anjaan banke ab na chhupon shyam bihari
pranon ke sath mit rahi hai aas humari
mandir ke dwar khol ke aa jao murari
aa jao murari aa jao murari