The poet ranks far below the painter in the representation of visible things, and far below the musician in that of invisible things -Leonardo Da Vinci
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.
agar hum tum ko chede to kya roothogay humse bolo
hatto ji jao rehno do zara ja ke muh dho lo
ghata ban kar ke cha jaaye
ghata ban kar ke cha jaaye, kahin babuji na aa jaaye

jaanemann mauka mila hai
dekho kya mausam khila hai
mi hai yu hai aur junoon hai de do dil
ye kaisi ratt lagi hai kya din mein bangh pee hai
auto lo ji ghar chalo ji bhar ke bill
chalo phir raahon mein gaaye kyun
chalo phir raahon mein gaaye police wale na le jaaye
agar hum tum ko chede to kya roothogay humse bolo
dekho kuch problem nahin hai yahan ka system yehi hai
my dear ji come near me in the rain
uchlo na besharam se maanu kehna kasam se
haath chhodo jaldi todo aayi train
raj aur simran ban jaaye kyun
raj aur simran ban jaaye last local na nikal jaaye
agar hum tum ko chede to kya roothogay humse bolo
hatto ji jao rehno do zara ja ke muh do lo
ghata ban kar ke cha jaaye
ghata ban kar ke cha jaaye, kahin babuji na aa jaaye
agar hum tum ko chede to kya roothogay humse bolo