aa gaye mumbay ke sagar mein gaon ki naiya
par iss root ki sabhi lineay vyast hai bhaiya
aa gaye mumbay ke sagar mein gaon ki naiya
par iss root ki sabhi lineay vyast hai bhaiya
mehanga pad gaya sapne bunna
mehanga pad gaya sapne bunna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna
badli hai aap hawa, badal gaye hain nazare
ye signal ye local, dost naye hai tumhare
badli hai aap hawa, badal gaye hain nazare
ye signal ye local, dost naye hai tumhare
naa zyada sun na, naa zyada bol na
aane de hawa tu kum le saans bhi pyare
mehanga pad gaya sapne bunna
mehanga pad gaya sapne bunna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna
apna woh hota nahin jo apna lagta hai
wrong hai right, jeb hai tight, lekin sab chalta hai
rasta hai seedha jo tu tedha chale
yahan to matlab se suraj aur chaand nikalta hai
mehanga pad gaya sapne bunna
mehanga pad gaya sapne bunna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna