rakt ka hai ye gubbara
rakt ka hai ye gubbara
din raat firta mara mara
rakt ka hai ye gubbara
din rat firta mara mara
dil walo ne kaha hai awara
dil walo ne kaha hai awara
man mauji bolte sarara
dil walo ne kaha hai awara
man mauji bolte sarara
hum tum me khushi gum me hai
pyar kya hai ye fabbara
nach dikhata nach karata nach
mahakta nach khankata nach
nashila nach jahrila nach
rakt ka hai ye gubbara
adhe tan me san san karta
adhure man ka hosh udata
sanso ki rang me dam ko todta
sine me tumhare aksq ko
mere ghyal karta
nach behosh nach bechain nach
benaam nach bemisal nach
belagam nach raslila nach
jahrila nach jahrila nach
rakt ka hai ye gubbara
din raat firta mara mara
udhar haal hai jnaab ka behaal hota
idhar khyal tumhara mujhko stata
baalo se aag ko bhandhu tere
naino se chummu to chain mile
ek jhalak me sham dhale
raat ki pith pe dhadkan chale
chand ki shama ab hmse jale
jale badlo ki kaali dhuee me pura, aakash chhipe
jamin pe hmare saaya ruhane ban ke duniya chalaye
jamin pe hmare saaya ruhane ban ke duniya chalaye
nach jinda rahne nach pyas bujhane nach
such ko bhulane nach, raslila nach, jahrilla nach