People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 1 *

Sara Sara
Music: Amar Mohile
Lyricist: Taabish Romani
Album: Naach(2004)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Naach/Sara-Sara/NDgsfSRhZEc
Video:
hosh mein josh hai dekhna hai jo bhi hoga
samne aaye jo koi nahi mere jaisa
thokar mein hai meri ye jahan saara
saara saara saara saara saara saara saara saara
hosh mein josh hai dekhna hai jo bhi hoga
samne aaye jo koi nahi mere jaisa
thokar mein hai meri ye jahan saara
saara saara saara saara saara saara saara saara

dekha suna nahi aisa hai dhang tera
wahi khile jise mil jaaye sang tera
sabhi pe chadh jaaye aisa hai rang tera
tera tera tera tera tera tera tera tera
dekha suna nahi aisa hai dhang tera
wahi khile jise mil jaaye sang tera
sabhi pe chadh jaaye aisa hai rang tera
tera tera tera tera tera tera tera tera

are are are are, are are are are
thoda thoda kuchh nahi chahiye, mujhko sab kuchh chahiye
behtar jo bhi hai yaha, yaha yaha yaha yaha yaha yaha yaha yaha
thoda thoda kuchh nahi chahiye, tujhko sab kuchh chahiye
behtar jo bhi hai yaha, yaha yaha yaha yaha yaha yaha yaha yaha
baajo mein jiske jitna jor chale, yaha pe usko utna jyada mile
aaj pe kal pe parso pe kaun jiye
nahi nahi nahi nahi kabhi nahi kabhi nahi
baajo mein jiske jitna jor chale, yaha pe usko utna jyada mile
aaj pe kal pe parso pe kaun jiye
nahi nahi nahi nahi kabhi nahi kabhi nahi