dono ne kiya tha pyaar magar mujhe yaad raha tu bhul gayi
maine tere liye re jag chhod a tu mujhko chhod chali
maine tere liye re jag chhod a tu mujhko chhod chali
tune mujhse kiya tha kabhi vaada
meri taal pe tu daudi chali aayegi
kaisa bandhan hai pyaar ka ye bandhan
ise tod ke tu kaise chali jaayegi
kya yahi hai vafa mujhe ye to bata
meri mahua, vo tere vaade kya huye
kya yahi hai vafa, mujhe ye to bata, meri mahua
o meri jaana
dono ne kiya ikrar magar mujhe yaad raha tu bhul gayi
maine tere liye re jag chhod a tu mujhko chhod chali
maine tere liye re jag chhod a tu mujhko chhod chali
aaj mai apne dil ki sada se aasmaan ko hila ke rahunga
ai maut ki nind sone vaali aaj tujhko jaga ke rahunga
tu na jaagi to mai aansuo me sare jag ko baha ke rahunga
tu agar us jaha se na aayi is jaha ko jala ke rahunga
tu hai mera badan mai badan ka rup wapas bula ke rahunga
o meri aatma aatma ko aatma se mila ke rahunga
tu hai meri dulhan aaj hoga milan, meri mahua
o tere vaade kya huye
tu hai meri dulhan aaj hoga milan, meri mahua
o meri jaana
dono ne kiya izhar magar mujhe yaad raha tu bhul gayi
maine tere liye re jag chhod a tu mujhko chhod chali
maine tere liye re jag chhod a tu mujhko chhod chali