puja jap tap mai nahi janu mai nahi janu aarti
ram ratan dhan pakar ki ne raghu ka naam pukarti
kaliyo me ram mera tehniyo me ram hai
kaliyo me ram mera tehniyo me ram hai
dharti gagan me mere parbhu ji ka dham hai kaha nahi ram hai
parbhu ki hi dhup chhaya parbhu ki hi chandani
lehro ki vina me hai parbhu ji ki ragini
parbhu ki hi dhup chhaya parbhu ki hi chandani
lehro ki vina me hai parbhu ji ki ragini
kaha nahi likha mere raghuvar ka naam hai
kaha nahi likha mere raghuvar ka naam hai
dharti gagan me mere parbhu ji ka dham hai kaha nahi ram hai
wahi phul phul me hai wahi pat pat me
rahta hai ram mera sabhi ke sath me
wahi phul phul me hai wahi pat pat me
rahta hai ram mera sabhi ke sath me
mera rom rom kisko karta parnam hai
mera rom rom kisko karta parnam hai
dharti gagan me mere parbhu ji ka dham hai kaha nahi ram hai
wo chahe to ek ghadi me chal pawan ki ruk jaye
wo chahe to pal bhar me hi uncha parwat jhuk jaye
uski daya se pathar me bhi phul rangila khil jaye
wo chahe to path bhule ko rah mukti mil jaye
uski daya se banta sabhi ka kam hai
uski daya se banta sabhi ka kam hai
dharti gagan me mere parbhu ji ka dham hai
kaha nahi ram hai kaha nahi ram hai
kaha nahi ram hai kaha nahi ram hai
kaha nahi ram hai kaha nahi ram hai
ram ram ram jai jai ram ram ram
ram ram ram jai jai ram ram ram
ram ram ram jai jai ram ram ram
ram ram ram jai jai ram ram ram ram ram ram ram