kaha ho dilwale aa gayi husn ki toliya
adaye pyari pyari mithi mithi boliya
kaha ho dilwale aa gayi husn ki toliya
adaye pyari pyari mithi mithi boliya
kaha ho dilwale aa gayi husn ki toliya
adaye pyari pyari mithi mithi boliya
kaha ho, kaha ho
kaha ho dilwale aa gayi husn ki toliya
adaye pyari pyari mithi mithi boliya
ye naina kajal vale ke jaise ras ke pyale
ye jab palko ko khole aashiko ke dil dole
ye phulo jaisi bahe bhula deti hai raahe
ye phulo jaisi bahe bhula deti hai raahe
ke unche sar jhuk jate chalte raahe jhuk jate
kaha ho, kaha ho
kaha ho dilwale aa gayi husn ki toliya
adaye pyari pyari mithi mithi boliya
kaha ho dilwale aa gayi husn ki toliya
adaye pyari pyari mithi mithi boliya
kaha ho dilwale aa gayi husn ki toliya
adaye pyari pyari mithi mithi boliya
vo jaadu chha jata hai khuda yaad aa jata hai
mang kuch aisi nikali ye jaise chamke bijali
julf jab lahrati hai najar mud hi jati hai
julf jab lahrati hai najar mud hi jati hai
ke jab baho me jaye phul sajde ko aaye
kaha ho, kaha ho
kaha ho dilwale aa gayi husn ki toliya
adaye pyari pyari mithi mithi boliya
kaha ho dilwale aa gayi husn ki toliya
adaye pyari pyari mithi mithi boliya
kaha ho dilwale aa gayi husn ki toliya
adaye pyari pyari mithi mithi boliya
sitam lakho duniya me
hai gum lakho duniya me
ye mana dil jalta hai
nahi koi bas chalta hai
magar koi humdam bhi hai
pyar ki shabnam bhi hai
magar koi humdam bhi hai
pyar ki shabnam bhi hai
samne aakar dekho dil ko bahla kar dekho
kaha ho, kaha ho
kaha ho dilwale aa gayi husn ki toliya
adaye pyari pyari mithi mithi boliya
kaha ho dilwale aa gayi husn ki toliya
adaye pyari pyari mithi mithi boliya
kaha ho dilwale aa gayi husn ki toliya
adaye pyari pyari mithi mithi boliya
kitni pyari hastiya hai haye
kitne ye chehre hasin
kitni pyari hastiya hai haye
kitne ye chehre hasin
chand to kya phul bhi
insan bana sakta nahi
insan bana sakta nahi
inasn bana sakta nahi
ya khuda insan hai kya
ye to tera hi kaam hai
ya khuda insan hai kya
ye to tera hi kaam hai
ye vohi duniya hai kya
jannat ke jiska naam hai
jiske bande aise hai vo banda parvar kon hai
jiski tasvire hai aisi vo musafir kon hai
kaha ho, kaha ho
kaha ho dilwale aa gayi husn ki toliya
adaye pyari pyari mithi mithi boliya
kaha ho dilwale aa gayi husn ki toliya
adaye pyari pyari mithi mithi boliya
kaha ho dilwale aa gayi husn ki toliya
adaye pyari pyari mithi mithi boliya
kaha ho dilwale aa gayi husn ki toliya
adaye pyari pyari mithi mithi boliya