o gori are kaha jati ho
fir milne aap kab aayenge
jab milne ka mauka payenge
fir milne aap kab aayenge
jab milne ka mauka payenge
intzar me adhe mar jayenge
hum roz roz kaise aayenge
aap na aaye to hum kya pure mar jayenge
fir milne aap kab aayenge
jab milne ka mauka payenge
o saiya mai aayi aayi aayi kyu itni der lagayi
are chudiyo ki khanak batati hai sabko
panw ki payaliya jagati hai sabko
aati hu milne to takti hai sakhiya
khol ke khidki jhakti hai sakhiya
hum khud hi unko batayenge
rishte ki bat chalayenge
razi na hui to utha ke le jayenge
fir milne aap kab aayenge
jab milne ka mauka payenge
ae mai aa gayi na kyu itna gussa
kyu aaj bhi der lagayi ghar walo se thi ghabrai
sharam or dar ko pyar nahi janta
kisi bhi diwar ko pyar nahi manta
tere mere bich jo bhi aayega
hath tudwayega ya paw tudwayega
hum sabko pyar se manayenge
miya biwi banke dikhayenge
doli tu leke aana to ghar jayenge
fir milne aap kab aayenge
shadi ke din hum aayenge
fir milne aap kab aayenge
shadi ke din hum aayenge