kahne ko to sab kahte hai yari ka afsana
yaar par waqt pade to parkha jata hai yarana
o yara teri yara teri yari ke liye
yara teri yari ke liye
dil hajir hai jaan hajir hai
dil hajir hai jaan hajir hai
yara teri yari ke liye
yara teri yari ke liye
dil hajir hai jaan hajir hai
dil hajir hai jaan hajir hai
tu hai kismat wala
tujhko yaar mile ham jaise
tu hai kismat wala
tujhko yaar mile ham jaise
teri raho mein daulat deewar banegi kaise
teri raho mein daulat deewar banegi kaise
o likh le beta teri shadi
o likh le beta teri shadi
dhum dhaam se hoga
tere khatir jaan bech kar layenge ham paise
tere khatir jaan bech kar layenge ham paise
yara teri yari ke liye
o yara teri yari ke liye
dil hajir hai jaan hajir hai
dil hajir hai jaan hajir hai
ham sahre ke phul banenge tu bandhega sahra
tu bandhega sahra tu bandhega sahra
dil hi dil mein itrayenge chum ke mukhda tera
chum ke mukhda tera chum ke mukhda tera
tere armano ki doli tere ghar aayengi
roop teri dulhan ka hoga jaise naya sawera
jaise naya sawera jaise naya sawera