ae shahar-e-lucknow tujhe mera salam hai
ae shahar-e-lucknow tujhe mera salam hai
tera hi naam dusra jannat ka naam hai
ae shahar-e-lucknow
mere liye bahar bhi tu gul badan bhi tu
parwana or shamma bhi tu anjuman bhi tu
julfon ki tarah mehki hui teri shaam hai
ae shahar-e-lucknow
kaisa nikhar tujh me hai kya kya hai baagpan
gajalen gali gali hain to nagme chaman chaman
shayar ke dil se pooch tera kya makaam hai
ae shahar-e-lucknow tujhe mera salam hai
tera hi naam dusara jannat ka naam hai
ae shahar-e-lucknow
tu vo hai log sahare nikara kaahe jise
firdo ke husan rush ke bahara kaahe jise
teri har ek aada me wafa ka payam hai
ae shahar-e-lucknow tujhe mera salam hai
tera hi naam dusra jannat ka naam hai
ae shahar-e-lucknow