vira, yeh sarrati sarrati raftare hai
aage bas manzil hai, piche hawaye hai
vira, yeh sarrati sarrati raftaare hai
aage bas manzil hai, piche hawaye hai
tharrata tharrata ik tufan jo
chhu ke jo guzre toh tham jaati rahe hai
vira, vira, vira, vira
ziddi iraada hai koi kismat ki ik jo na maane
dil ka ik shola junun ka, khole ujaalo ke khaare
raato ko chire, subah ki tire
kaali zanjire tod ke hi bana din naya
waqt ne kuch aisa, lamha chuna ho
saare itihaaso pe jo chhod ega apne nishaan
sarrati sarrati raftaare hai
aage bas manzil hai, piche hawaye hai
tharrata tharrata ik tufa jo
chhu ke jo guzre toh tham jaati rahe hai
mushkil woh mushkil hi kya hai
baazi jo jaan pe na aaye
ho gir hai bhi gir hai kaha hai aasani se khul jo jaaye
khayaalo me bhi jo mumkin nahi ho
wohi kar dikhana himmato ki toh pehchaan hai
khud me khudi ka kuch bhi kahaa hai
jaan bus wohi hai yaario pe jo qurbaan hai
sarrati sarrati raftaare hai
aage bas manzil hai, piche hawaye hai
hey hey tharrata tharrata ik tufa jo
chhu ke jo guzre toh tham jaati rahe hai
vira, vira, vira, vira