aye khuda mujhko bata tu rehta kaha, kya tera pata
hum to yaha pe musafir hai jo doondhe apni manzil ka pata

hum to yahan pe musafir hai jo doondhe apni manzil ka pata
yada teri yaad aati hai, jaan meri jaan jaati hai
tanhaio me rehta hu, khud se hi aksar ye kehta hu
kyu tune dil toda, kyu tune yu choda
kyu tera ab bhi rahe dil ko intezar
kyu chali aati hai, kyu tadpati hai
kyu hu ab bhi mai yu bekarar
aye khuda mujhko bata tu rehta kaha, kya tera pata
hum to yaha pe musafir hai jo doondhe apni manzil ka pata
fasle hai magar phir bhi tu door nahi
mana ke hum to hai par tu majboor nahi
har lamha mujhko ye tadpati hai
jaan meri jaan jati hai
tanhaiyo me rehta hu, khud se hi aksar ye kehta hu
kyu tune dil toda, kyu tune yu choda
kyu tera ab bhi rahe dil ko intezar
kyu chali aati hai, kyu tadpati hai
kyu hu abh bhi mai yu bekarar