aye khuda mujhko bata, tu rehta kaha kya tera pata
hum to yaha pe musafir hai, jo doondhe apni manzil ka pata
yaada teri yad aati hai, jaan meri jaan jaati hai
tanhaio me rehta hu, khud se hi aksar ye kehta hu
kyu tune dil toda, kyu tune yu choda
kyu tera ab bhi rahe dil ko intezar
kyu chali aati hai, kyu tadpati hai
kyu hu abh bhi mai yu bekarar

fasle hai magar phir bhi tu door nahi
mana ke hum to hai par tu majboor nahi
har lamha mujhko ye tadpati hai jaan
meri jaan jati hai, tanhaiyo me rehta hu
khud se hi aksar ye kehta hu