How strange is the lot of us mortals! Each of us is here for a brief sojourn; for what purpose he knows not, though he senses it. But without deeper reflection one knows from daily life that one exists for other people -Albert Einstein
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.
tumhe hum kya samjhte hai ye kya pata tumhe
tumhe hum kya samjhte hai ye kya pata tumhe
khuda ka dar na ho agar khuda ka dar na ho
agar to kahde khuda tumhe
tumhe hum kya samjhte hai ye kya pata tumhe
agar shak ho mohabbat me hame tum aazmao
koi bhi imtiha lelo mere najdik aao
dil ki betabiya or badhne lagi
dard badhne laga pyas jagne lagi
tadap utha hamara dil jo dekha khafa tumhe
tumhe hum kya samjhte hai ye kya pata tumhe
tumhara nam likh likh kar jo hotho se lagaye
koi khushbu uthe dil me bahare muskuraye
tumse mil kar sanam hum ko aisa laga
dil me dhadke ho tum dhadkano ki tarah
nahi kar sakti maut bhi is dil se juda tumhe
tumhe hum kya samjhte hai ye kya pata tumhe