People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 1 *

Aisa Tadpaya Mujhe
Singer: Ila Arun
Music: Anu Malik
Lyricist: Maya Govinda
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Naaraaz/Aisa-Tadpaya-Mujhe-Dil-Beqarar-Ne/BDkvYwV8AkI
Video:
kajara laga ke, gajara saja ke
bindiya jhukake, chudi khanka ke
aaye hain karne ham disko mujra
disko mujra, disko mujra
disko mujra, disko mujra aa
aisa tadpaye mujhe, dil beqraar ne
aisa tadpaye mujhe, dil beqraar ne
mast madmast mujhe, kar diya yaar ne
daman khushi se mera, bhara dildaar ne
daman khushi se mera, bhara dildaar ne
mast madmast mujhe, kar diya yaar ne
ye ishq ki raaja dukana chalu hain
aaja aaja raaja dukan chaalu hain
are ishq ki raaja dukana chalu hain
aaja aaja raaja dukan chaalu hain

main teri raani tu mera king
donmo karenge ding dang ding
kahne laga tu hain raani
main hu tera jaani king
aao dono milke kare, ding dang ding
maine puchha laaye ho kya
nau nau chudiya daal do pyaar se tum
fir mite duriya, chudi daali dard huaa
teer jaise paar huaa, upar niche aage pichhe
bijali ka karant laga
january ka mahina, mujhko jun laga
pyas se pagal thi, piya mansun laga
jabmeri laal chudi, khn khn bajane lagi
dard rafuchakkar hua, kaliya khilane lagi
dard rafuchakkar hua, kaliya khilane lagi
kaliya khilane lagi, kaliya khilane lagi
hay maraham lagaya, mujhe mithi puchkar
maraham lagaya, mujhe mithi puchkar
mast madmast mujhe, kar diya yaar ne
ye ishq ki raaja dukana chalu hain
aaja aaja raaja dukan chaalu hain
are ishq ki raaja dukana chalu hain
aaja aaja raaja dukan chaalu hain

hello mister hello, chalo andar chalo
wo roksong hain, bada strong hain
wo hay haya hain, wo kadak chay hain
wo gutur gutur hain, wo gutam gutam hain
lotan kabutar hain, hay kya sanam hain
kar gya hain bekhabar, aisa hain wo bazigar
hani hani mera hani, bada hain wo jadugar
main bhi rangeen hu, wo bhi rangeen hain
job bhi dekhe bole hame, hay kya seen hain
gul ka ras jo na piye, kaisa gulfaam hain
mere angane me bhala uska kya kaam hain
mere angane me bhala uska kya kaam hain
uska kya kaam hain, uska kya kaam hain
hay mera hi shikar kiya, mere hi shikar ne
mera hi shikar kiya, mere hi shikar ne
mast madmast mujhe, kar diya yaar ne
aisa tadpaye mujhe, dil beqraar ne
aisa tadpaye mujhe, dil beqraar ne
mast madmast mujhe, kar diya yaar ne
ye ishq ki raaja dukana chalu hain
aaja aaja raaja dukan chaalu hain
are ishq ki raaja dukana chalu hain
aaja aaja raaja dukan chaalu hain