dulhan bani ek abhagini piya ki arthi leke chali
sati hone chali wo suhagani
arthi nahi nari ka sansar ja raha hai
bhagwan tere ghar ka singar ja raha hai
bajta tha jivan git do sanso ke taro me
do sanso ke taro me
tuta hai dukh ka tar wo ja raha hai
bhagwan tere ghar ka singar ja raha hai
jalna tha tab tak tan ki jalti rahe chingari
jalti rahe chingari
jalna tha tab tak tan ki jalti rahe chingari
ujle ko ab jivan ka angar ja raha hai
bhagwan tere ghar ka singar ja raha hai
bhagwan tere ghar ka singar ja raha hai
aise bichhde do sathi bhavsagar ki laharo me
aise bichhde do sathi
sajni majhdar sajan us par ja raha hai
bhagwan tere ghar ka singar ja raha hai
bhagwan tere ghar ka singar ja raha hai