aankhon ke panno pe
maine likha tha sau dafaa
lafzon mein jo ishq tha
hua naa hothon se bayaan
khud se naraaz hoon
kyun be-aawaaz hoon
meri khamoshiyan hain sazaa
dil hai yeh sochta
phir bhi nahi pataa
kis haq se kahun bataa
ke main hoon hero tera
ke main hoon hero tera
ke main hoon hero tera
ke main hoon hero tera
main hoon hero hero tera
raahon mein bhi har kadam
main tere saath chala
haathon mein the ye haath magar
phir bhi rahaa faasla
seene mein hain chhupe
ehsaas pyaar ke
bin kahe tu sun le zaraa
dil hai yeh sochta
phir bhi nahi pataa
kis haq se kahun bataa
ke main hoon hero tera
ke main hoon hero tera
ke main hoon hero tera
ke main hoon hero tera
teri wajah se hai mili
jeene ki sab khwahishein
paa loon tere dil mein jagah
hai yeh meri koshishein
main bas tera banu
bin tere naa rahun
maine toh maangi hai yeh duaa
dil hai yeh sochta
phir bhi nahi pataa
kis haq se kahun bataa
ke main hoon hero tera
ke main hoon hero tera
ke main hoon hero tera
ke main hoon hero tera
ke main hoon hero tera
ke main hoon hero tera
ke main hoon hero tera
ke main hoon hero tera