saiyyan ke angul se, pinjre ke changul se
ho saiyyan ke angul se, pinjre ke changul se
pankh baandh ke hawa haank ke gagan baant ke haisa
pankh baandh ke hawa haank ke gagan baant ke haisa
pattrey laangh ke bijri faandh ke paar chand ke haisa
udd jayega hans akela, udd jayega hans akela
udd jayega hans akela, udd jayega hans akela haisa haisa
karmanye vadhikaraste, ma phaleshou kada chana
ma karma phala hetur bhurmatey sangostva akarmani
tasma serve sukalesu maa manusurmar yudhusch
mayyarpit manobudhi maame vaisasanseyeh
hassiya parchhi katar tu, kar paine sab hathiyar tu
hassiya parchhi katar tu, kar paine sab hathiyar tu
mashakat se chhilenge sapne hum bhi jee lenge
mashakat se chhilenge sapne hum bhi jee lenge
sau sunaro ka ik lauhar tu
sau sunaro ka ik lauhar tu
udd jayega hans akela, udd jayega hans akela
udd jayega hans akela, udd jayega hans akela
udd jayega hans akela