People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 1 *

Rab Ne Banaya Tujhe
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Heer-Ranjha/Rabne-Banaya-Tujh
Video:
Rab Ne Banaya Tujhe Mere Liye Lyrics - Heer Ranjha
Rab Ne Banaya Tujhe Mere Liye Lyrics from Heer Ranjha: Listen to this song which is in the fabulous voice of Anuradha Paudwal and Suresh Wadkar. Music of this song is scored by Laxmikant and Pyarelal and Rab Ne Banaya Tujhe Mere Liye Lyrics are penned by Anand Bakshi.



Rab Ne Banaya Tujhe Mere Liye - Heer Ranjha Rab Ne Banaya Tujhe Mere Liye Song Detail
Song : Rab Ne Banaya Tujhe Mere Liye
Album : Heer Ranjha (1992)
Singer : Anuradha Paudwal, Suresh Wadkar
Musician : Laxmikant, Pyarelal
Lyricist : Anand Bakshi



Rab Ne Banaya Tujhe Mere Liye Lyrics
Ho aaja dil ne tukjko pukara
Rab ne banaya tujhe mere liye
Mujhe tere liye
Rab ne banaya tujhe mere liye
Mujhe tere liye
Ik bana ke do tukde kiye
Dil tadpaya tera mere liye
Mera tere liye
Rab ne banaya tujhe mere liye
Mujhe tere liye
Ik bana ke do tukde kiye
Dil tadpaya tera mere liye
Mera tere liye
Rab ne banaya tujhe mere liye
Mujhe tere liye

Aaj ki abki mulakat nahin yeh
Aaj ki abki mulakat nahin yeh
Teri ya meri sochi baat nahin yeh
Teri ya meri sochi baat nahin yeh
Huqm-e-ilaahi hai yeh ki kariye
O Rabba ki kariye
Rab ne banaya tujhe mere liye
Mujhe tere liye
Rab ne banaya tujhe mere liye
Mujhe tere liye

Ishq ko dil ka imaan banakar
Ishq ko dil ka imaan banakar
Apne khuda ka farmaan banakar
Apne khuda ka farmaan banakar
Kasmein uthaain humne waade kiye
Humne waade kiye
Rab ne banaya tujhe mere liye
Mujhe tere liye
Ik bana ke do tukde kiye
Dil tadpaya tera mere liye
Mera tere liye
Rab ne banaya tujhe mere liye
Mujhe tere liye

Sitam sab hain logon ganwara hamein
Sitam sab hain logon ganwara hamein
Juda mat karo phir khudara hamein
Juda mat karo phir khudara hamein
Mohabbat ne har baar paida kiya
Zamane ne har baar mara hamein
Kabhi Shiri Farhad humko kaha
Kabhi Laila Majnu kaha
Duniya ne humko kitne naam diye
Haaye naam diye
Rab ne banaya tujhe mere liye
Mujhe tere liye
Rab ne banaya tujhe mere liye
Mujhe tere liye