tu dunia me sar ko utha ke chal
thokar se rahe banake chal
sar uthake chal tu majbur na ban
are dunia me chalta hai jor
payare tu kamjor na ban ye sach hai yar
are sach or jhuth ki pahchan kaha
bade dhokhe hai yaha pe hoshiyar
tu kato se daman bachake chal
baje madhur bansuri ban me haule haule ho
baje madhur bansuri ban me haule haule ho
apne apne ghar chale panchi man ko khole ho
dole pawan hoke magan jhum raha mast gagan
ye dunia hai nam jhamele ka
yaha kam nahi hai akele ka
jise yar kaho fir uske yar raho
are ek or ek gyarah
payare tu kamjor na ban ye sach hai yar
are sach or jhuth ki pahchan kaha
bade dhokhe hai yaha hoshiyar
tu kato se daman bachake chal
sanjh bhai saajna gagan bhayo lal re
sanjh bhai saajna gagan bhayo lal re
radhika ke mukh pe sham mal gayo gulal re
dole pawan hoke magan jhum raha mast gagan
hamne azab ye jahan dekha
insan ko bhi yaha bejaban dekha
hai gulam koi to paate khan koi
magrur ka garur tod dal pyare
tu kamjor na ban ye sach hai yar
are sach or jhuth ki pahchan kaha
bade dhokhe hai yaha hoshiyar
tu kato se daman bachake chal