People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 1 *

Jai Krishna Hare
Music: O.P.Nayyar
Lyricist: Ahmed Wasi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Heera-Moti/Jai-Krishna-Hare/N
Video:
o girdhari o mere shyam
o girdhari banwari mere shyam
jai krishan hare, jai jai krishan hare
hare shyam hare
jai krishan hare, jai jai krishan hare
hare shyam hare
kuch aur nahi, bas dhyan tera
kuch aur nahi, bas dhyan tera
hume tere dwar pe laya hai
wo khali hath nahi lauta
wo khali hath nahi lauta
jo sharan tumhari aaya hai
kuch aur nahi, bas dhyan tera
hai madhur muraliya, hontho pe tere shyam
hai madhur muraliya hontho pe
maathe pe mukut, ki chhaya hai
o bansi wale girdhari
hume tera mukut, man bhaya hai
kuch aur nahi, bas dhyan tera
jai krishan hare, jai jai krishan hare
hare shyam hare
jai krishan hare, jai jai krishan hare
hare shyam hare

tere charno me jag wale
bahrupiye bankar aate hai
ye ander se hai chor magar
bahar sadhu kahlate hai
sach to hai, yahi ke chori ne
har dil pe dere daale hai
main chor yaha ye chor yaha
aur chor sabhi jag wale hai
tu bhi to chor hai gopala
tu bhi to chor hai gopala
makhan tune bhi churaya hai
wo khali hath nahi lauta
wo khali hath nahi lauta
jo sharan tumhari aaya hai
kuch aur nahi, bas dhyan tera
jai krishan hare, jai jai krishan hare
hare shyam hare
jai krishan hare, jai jai krishan hare
hare shyam hare

ho jaye beda paar mera
jo bich me ye sansar na ho
jo khel rachaya hai maine
is khel me meri haar na ho
tera darshan wo payega
jo banke sudama aayega
hai aaj jnamdin girdhar ka
ab kans nahi bach payega
ye charo taraf o banwari
ye charo taraf o banwari
tune kaisa jaal bichhaya hai
wo khali hath nahi lauta
wo khali hath nahi lauta
jo sharan tumhari aaya hai
kuch aur nahi, bas dhyan tera
hai madhur muraliya, hontho pe tere shyam
hai madhur muraliya hontho pe
maathe pe mukut ki chhaya hai
o bansi wale girdhari
hume tera mukut, man bhaya hai
kuch aur nahi, bas dhyan tera
jai krishan hare, jai jai krishan hare
hare shyam hare
jai krishan hare, jai jai krishan hare
hare shyam hare
jai krishan hare, jai jai krishan hare
hare shyam hare
jai krishan hare, jai jai krishan hare
hare shyam hare
jai krishan hare, jai jai krishan hare
hare shyam hare
jai krishan hare, jai jai krishan hare
hare shyam hare
jai krishan hare, jai jai krishan hare
hare shyam hare
jai krishan hare, jai jai krishan hare
hare shyam hare
jai krishan hare, jai jai krishan hare
hare shyam hare
jai krishan hare, jai jai krishan hare
hare shyam hare