People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 1 *

Bol Meri Taqdeer Mein Kya Hai
Lyricist: Shailendra
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hariyali-Aur-Rasta/Bol-Meri-T
bol meri takdir me kya hai
mere hamsafar ab to bata
jiwan ke do pahlu hai
haryali or rasta
kaha hai mere pyar ki manji
tu btla tujhko hai pata
jiwan ke do pahlu hai
haryali or rasta
bol meri takdir me kya hai
mere hamsafar ab to bata
jiwan ke do pahlu hai
haryali or rasta

jaha ham aake pahunche
waha se lautkar jana
nahi mumkin magar muskil hai
dunia se bhi takrana
jaha ham aake pahunche
waha se lautkar jana
nahi mumkin magar muskil hai
dunia se bhi takrana
tere liye ha mkuch bhi sahenge
tera dard ab dard mera
jiwan ke do pahlu hai
haryali or rasta
bol meri takdir me kya hai
mere hamsafar ab to bata
jiwan ke do pahlu hai
haryali or rasta

tumhare khwab se dilkash
najara or kya hoga
ke tum mere sahare ho
sahara or kya hoga
tumhare khwab se dilkash
najara or kya hoga
ke tum mere sahare ho
sahara or kya hoga
khus hu tu jis hal me rakhe
teri thi teri hu sada
jiwan ke do pahlu hai
haryali or rasta
kaha hai mere pyar ki manji
tu btla tujhko hai pata
jiwan ke do pahlu hai
haryali or rasta

meri rato ke pahle khwab
tara nahi chuta
ye kya kam hai kabhi mujhse
mera bachpan nahi rutha
aag or pani ek hai mujhko
dil me jab tak hai pyar tera
jiwan ke do pahlu hai
haryali or rasta
bol meri takdir me kya hai
mere hamsafar ab to bata
jiwan ke do pahlu hai
haryali or rasta