rut bekarar hai shame bahar hai
tu jara pas aa main tujhe dil ki dhadkan sunau
rut bekarar hai shame bahar hai
aise me aau main pas to dur fir ja na pau
ho rut bekarar hai
ye sab najare phul badal hawa
tu inse kahde fer le sab nigah
dekhe na koi bhi jab tujhe main gale se lagau
ho rut bekarar hai tune kahani ched di hai magar
meri sharan se jhuk gayi hai najar
tu jara dur ja mai tujhe bat dil ki sunau
ho rut bekarar hai
kya ho jo dunia rutha jaye kabhi
deke andhere hai chin ke roshni
kya hua banke main chandani rat bhar jagmagau
rut bekarar hai shame bahar hai