beta apni maa se kabhi ruth bhi jaye
beta apni maa se kabhi ruth bhi jaye
maa apne bete se kabhi ruthati nahi
maa apne bete se kabhi ruthati nahi
duniya kaa har bandhan shayad tut bhi jaye
duniya kaa har bandhan shayad tut bhi jaye
mamta ki dori toh kabhi tutati nahi
mamta ki dori toh kabhi tutati nahi
beta apni maa se kabhi ruth bhi jaye
maa apne bete se kabhi ruthati nahi
beta tere darwaje pe maa teri aayi
beta tere darwaje pe maa teri aayi
dard ka ek sulagta sailaab hain layi
meri mamta ko baaho me tham le aake
jee na sakungi tere dar se dur main jake
beta apni maa se kabhi ruth bhi jaye
beta apni maa se kabhi ruth bhi jaye
maa apne bete se kabhi ruthati nahi
maa apne bete se kabhi ruthati nahi
duniya kaa har bandhan shayad tut bhi jaye
duniya kaa har bandhan shayad tut bhi jaye
beta apni maa se kabhi ruth bhi jaye
maa apne bete se kabhi ruthati nahi