chand si mahbooba ho meri
kab aisa maine socha tha
haan tum bilkul waisi ho
jaisa maine socha tha
chand si mahbooba ho meri
kab aisa maine socha tha
haan tum bilkul waisi ho
jaisa maine socha tha
na kasme hain na rasme hain
na shikwe hain na waade hain
na kasme hain na rasme hain
na shikwe hain na waade hain
ek soorat bholi bhali hai
do naina seedhe saade hain
do naina seedhe saade hain
aisa hi roop khayaalon me tha
jaisa maine socha tha
haan tum bilkul waisi ho
jaisa maine socha tha
meri khushiyan hi naa baante
mere gham bhi sahna chahe
meri khushiyan hi naa baante
mere gham bhi sahna chahe
dekhe na khwaab wo mahlo ke
mere dil me rahna chaahe
mere dil me rahna chaahe
iss duniya me kaun tha aisa jaisa maine socha tha
haan tum bilkul waisi ho jaisa maine socha tha
chand si mahbooba ho meri
kab aisa maine socha tha
haan tum bilkul waisi ho
jaisa maine socha tha
haan tum bilkul waisi ho
jaisa maine socha tha