People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 1 *

Halkat Jawani
Lyricist: Niranjan Iyengar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Heroine/Halkat-Jawani/M1A8Ax1
Video:
aaja aaja aaja aa aaja

aaja zara sarak le gir le zara bahak le
saiya zara chalak le haaye aake moh se lipat le
tedha zaher hai ye is se na kar chhedkhani
night ki naughty kahani ye halkat jawani ye halkat jawani
mitha ye namkin pani ye halkat jawani ye halkat jawani
night ki naughty kahani ye halkat jawani, ye halkat jawani
halkat halkat jawani

joban hai pyasa to jor kare, aeve ye din me bhi shor kare
haaye joban hai pyasa to jor kare aeve ye din me bhi shor kare
takiya bana lipat le, kambal banaa rapat le
tan hai katila par iski adaa hai shaitaani
night ki naughty kahani ye halkat jawani, ye halkat jawani
mitha ye namkin pani ye halkat jawani, ye halkat jawani
night ki naughty kahani jawani, ye halkat jawani

ha chhoro ki niyat halaal kare, basti me daily bawaal kare
haye chhoro ki niyat halaal kare basti me daily bawaal kare
item bana ke rakh le, haaye
chakhna bana ke chakh le
aankho ko kyun seke, haatho se kar manmani
night ki naughty kahani ye halkat jawani, ye halkat jawani
hui main hui pani pani ye halkat jawani, ye halkat jawani
night ki naughty kahani ye halkat jawani, ye halkat jawani
jawani halkat jawani, haye