People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 1 *

Bechain Mera Dil Hai
Music: Anu Malik
Lyricist: Sameer
Album: Elaan(2005)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Elaan-New/Bechain-Mera-Dil-Ha
bechain meraa dil hai bechain meraa dil hai
behla ke chale jao hai tumko kasam meri
tum aake chale jao, tum aake chale jao
bechain meraa dil hai, behla ke chale jao
hai tumko kasam meree
tum aake chale jao, tum aake chale jao

chahat kee raho me aake, anjane sapne sajake
baithee hu najre bichhake, tum ho kaha
chahat kee raho me aake, anjane sapne sajake
baithee hu najre bichhake, tum ho kaha
jo tumne aawaj dee, mai sanam aa gaya, janeman, janeja
behke hain mere arman, inko jara samjhao
najdik mere aake, sanse meree mehkao, sanse meree mehkao

bechain meraa dil hai, behla ke chale jao
hai tumko kasam meri
tum aa ke chale jao, tum aa ke chale jao
aatee jab yade tumhari, deti hain ek bekarari
bhul jatee duniya saree, mai kya karu
aatee jab yade tumhari, deti hain ek bekarari
bhul jatee duniya saree, mai kya karu
yeh pyar ka hai asar mere janejigar, tum toh ho bekhabar
in shabnami hontho se, shabnam jara barsao
mehbub ki chahat ko, ab aur na tarsao, ab aur na tarsao

bechain meraa dil hai, behala ke chale jao
hai tumko kasam meree
tum aake chale jao, tum aake chale jao