People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 1 *

Parody Song
Music: Anand Milind
Lyricist: Sameer
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Eena-Meena-Deeka/Parody-Song/
mere hatho me nau nau chudiya hain
thoda thahro sajan majburiya hain
mere hatho me nau nau chudiya hani
thoda thahro sajan majburiya hai
milan hoga abhi ek raat ki duriya hain
tere hatho me nau nau chudiya hain
thoda thahro sajan majburiya hain
aaya shadi karane tan ko tan se milane
aaya shadi karane tan ko tan se milane
shighr ati shighr le aao tum ladki
ladki ladki ladki o o ho ladki ladki
hey aaya joda sajane

ae bhai zara dekh ke chalo
aage hi nahi pichhe bhi
daye hi nahi baye bhi
upar hi nahi niche bhi, e bhai
ae bhai zara dekh ke chalo
aage hi nahi pichhe bhi
daye hi nahi baye bhi
upar hi nahi niche bhi, e bhai
tu tu tu tu tara todo na dil humara
tu tu tu tu tara todo na dil humara
sachi kahani tumko sunane
aaye hain humto tumko manane
kar do hume maaf tum
tu tu tu tu tara todo na dil humara
tu tu tu tu tara todo na dil humara

bhujang ne kiya hai ishara
ghadi bhar ka hai khel sara
tamasha hi ban jayege khud tamasha
badal jayega ye nazara
han badal jayega ye nazara
bhujang ne kiya hai ishara
ta thathiya ta thathiya ho
ta thathiya ta thathiya ho
naino me sapna sapno me sajna
sajna pe dil aa gaya kyu
sajna pe dil aa gaya
are naino me sapna sapno me sajni
sajni pe dil aa gaya kyu
sajni pe dil aa gaya

meena tu ab to aaja
shola sa man bahke aake bhuja ja
are tan ki jwala thandi ho jaye
ise gale laga ja ha ha ha ha ha
meena o my darling
are meena o my darling
ek do tin char panch che sat aath
nau das gayrah, barah terah
tera karu, tera karu gin gin
gin ke intzar, aaja piya aayi bahar
tera karu gin gin gin ke intzar
aaja piya aayi bahar

hey anhoni ko honi kar de
honi ko anhoni
anhoni ko honi kar de
honi ko anhoni
ek jagah jab zama ho sare
khali dabba aur goli, khali dabba aur goli
choli ke pichhe kya hai, choli ke piche
chunri ke niche kya hai, chunri ke niche
ho choli me dil hai mera, chunri me dil hai mera
ye dil mai dungi mere yaar ko, pyar ko hay

chakshuwar ke chapal hai
kanya un par nawal hai
war ko kar dunga abhi swaha
swaha swaha swaha
hey vachan mere atal hain
agni kund ko jalao jwala thodi badao
rashme sari nibhao jaldi jaldi jaldi
jaldi jaldi jaldi ho jaldi jaldi jaldi
hain saat phere lagao

parde me rahne do parda na uthao
parde me rahne do parda na uthao
parda jo uth gaya to bhed khul jayega
allah meri tauba allah meri tauba
allah meri tauba allah meri tauba
tuna tuna tak tak tuna
aasma ko dharti pe lane wala chahiye
tuna tuna tak tak tuna
aasma ko dharti pe lane wala chahiye
jhukti hai duniya jhukane wala chahiye
logo ki khatiya uthane wala chahiye
bajta hai baja bajane wala chahiye
tuna tuna tak tak tuna
tuna tuna tak tak tuna

aey fasa, uska chhuta gharbar
sansar jo karke pyar yaar
kiske dil me basa basa basa
aey aey aey aey fasa
meena meena deeka
dari dabal neeka
maga naka naka
chika pika deeka
eena meena deeka
dari dabal neeka
maga naka naka
chika pika rola deeka
ram pam posh ram pam pash
ram pam posh ram pam pash