People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 1 *

Divya Roop Aapka
Music: Jeetu Tapan
Lyricist: Nirmal Maharaj
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ganga-Kinare/Divya-Roop-Aapka
divya rup aapka hai guruvar
divya jyoti darshaata hai
divya rup aapka hai guruvar
divya jyoti darshaata hai

smriti aapke dil pasr rahkar
smriti aapke dil pasr rahkar
jagat jaal ko dho deta hai
jagat jaal ko dho deta hai
divya rup aapka hai guruvar
divya jyoti darshaata hai

vishyo me jo bhrmte rahte
vishyo me jo bhrmte rahte
unka shukroday ban jaata hai
unka shukroday ban jaata hai
divya rup aapka hai guruvar
divya jyoti darshaata hai

jisko ek baar apna kahte hai
jisko ek baar apna kahte hai
jeevan uska sambhal jaata hai
jeevan uska sambhal jaata hai
divya rup aapka hai guruvar
divya jyoti darshaata hai

kripa ho jab naarayan guru ki
kripa ho jab naarayan guru ki
kathin nahi kuch rah jaata hai
kathin nahi kuch rah jaata hai
divya rup aapka hai guruvar
divya jyoti darshaata hai
divya rup aapka hai guruvar
divya jyoti darshaata hai