People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 1 *

dil chhin ke jata hai
Music: Anil Biswas
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Alibaba/Dil-Chheen-Ke-Jata-Ha
dil chhin ke jata hai
dil chhin ke jata hai
o mast nazar wale
kyun aankh churata hai
o mast nazar wale
kyun aankh churata hai
dil chhin ke jata hai
dil chhin ke jata hai
o mast nazar wale
kyun aankh churata hai
dil chhin ke jata hai

sharashare jawani hu
sharashare jawani hu
mai hath nahi lagti
bahta huwa pani hu
mai hath nahi lagti
bahta huwa pani hu
mai hath nahi lagti
parwana mai tera hu
e nazo ada wali
parwana mai tera hu
e nazo ada wali
diwana mai tera hu
e nazo ada wali
diwana mai tera hu
e nazo ada wali
parawana mai tera hu
e nazo ada wali
parawana mai tera hu

kyun ho koyi diwana han
kyun ho koyi diwana
kab sama ye kahti hai
kab sama ye kahti hai
chahe mujhe parwana
kab sama yeh kahti hai
chahe mujhe parawana
kab sama yeh kahti hai
ab zulm na kar dilawar
ab zulm na kar dilawar
kash mai mar jau
ab zulm na kar dilawar
kash mai mar jau
bas nam tera lekar
kash mai mar jau
bas nam tera lekar