People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 1 *

Jaane Kaisa Ye Jaadu
Lyricist: Yogesh Gaud
Album: Aakhri Badla
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aakhri-Badla/Jaane-Kaisa-Jaad
jane kaisa jadu ye chal gaya sara ye najara badal gaya
masti me ye alam jo dhal gaya pyar ke liye dil machal gaya
kaisi jalti hai jalti hai jalti hai ye agan
jale sholo me sholo me shole me ye badan

arman mere mahak gaye dekho bekhudi me bahak gaye
aane wale jane kyu ruk gaye arman mere mahak gaye
dekho bekhudi me bahak gaye aane wale jane kyu ruk gaye
nahi hoti hai hoti hai hoti hai ab sahan
dil ki mithi si mithi si mithi si ye agan
jane kaisa jadu ye chal gaya sara ye najara badal gaya
masti me ye alam jo dhal gaya
pyar ke liye dil machal gaya
kaisi jalti hai jalti hai jalti hai ye agan
jale sholo me sholo me shole me ye badan

ghadi ghadi dole adaye meri ghadi ghadi bole nigahe meri
kisi ko bulaye bahe meri ghadi ghadi dole adaye meri
ghadi ghadi bole nigahe meri kisi ko bulaye bahe meri
kya karu kya karu kya karu re mai jatan
mai jawani diwani diwani hai janeman