People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 1 *

ek din ki bat hai
Singer: Kishore Kumar
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/english/Akalmand-OST/Ek-Din-Ki-Baat
ek din ki bat hai mausam suhane me
are ek din ki bat hai mausam suhane me
phulo ke jamane me mere dawa khane me
ye dawa lene aayi
bekarar kar gayi mujhe bimar kar gayi
bekarar kar gayi mujhe bimar kar gayi
bimar kar gayi mujhe bimar kar gayi

iske pet me dard tha rang ajra sa dard tha
iske pet me dard tha rang ajra sa dard tha
operation tha bas ilaz lekin isko aayi laz
maine hath lagaya to aachal jara uthaya tha
ha ye inkar kar gayi mujhe bimar kar gayi
ha ye inkar kar gayi mujhe bimar kar gayi
bekarar kar gayi mujhe bimar kar gayi

maine bhesh badal diya or lady surgeon ban gaya
aise ise khamosh kiya injection se behosh kiya
aise ise khamosh kiya injection se behosh kiya
ab kahe ka darna tha sab kiya jo maine karna tha
par nind se jab ye jag gayi aayiyo rama kahke bhag gayi
aankhe char kar gayi mujhe bimar kar gayi
aankhe char kar gayi mujhe bimar kar gayi
bekarar kar gayi mujhe bimar kar gayi

bad me ye sab jan gayi kaun hu mai pahchan gayi
bad me ye sab jan gayi kaun hu mai pahchan gayi
boli tune mera man toda mera kuwarapan toda
boli tune mera man toda mera kuwarapan toda
royi chikhi khud ladi mujhko shadi karni padi
shadi karni padi shadi karni padi
shadi karni padi shadi karni padi