Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ahankaar/Pyar-Iska-Naam-Hai/G
shaam piya ki bansi ke bin kya raadha ka git

naina tujhko dhund rahe hai o mere manmit
main dafali bajaaunga baja baja baja baja dafali baja
tera saath nibhaaunga
nibha nibha nibha nibha saath nibha
main dafali bajaaunga tera saath nibhaaunga
majbur hoon main tu gum na kar mai aankho se gaaunga
mai aankho se gaaunga ga baja ga dafali baja
na sona na chaandi na paise ka ye kaam hai

dil ka soda karna hai to karna hai to pyaar iska naam hai

ho pyaar iska naam hai
teri dafali pe dil ye khole meri paayal bhi ye bole
pyaar bhara har puja pyaar jaha nahi koi duja
sabse pehle raam bana tha phir is pyaar ka naam bana tha
chanda suraj phul sitaare usake baad bane phir saare
na mehandi na doli na kaaje ka ye kaam hai

dil ka soda karana hai to karana hai to pyaar isaka naam hai
ha pyaa r iska naam hai
pyaar magar hota hai kaise pyaar kiya to jaana aise
patjhad saawan ban jaata hai saawan patjhad ban jaata hai
mene pyaar ko pehan liya hai prem chunar ko odh liya hai
iske aage hai shup rehna ab kya sunana ab kya kehana
na waado na kasamo na rasmo ka ye kaam hai

dil ka sauda karana hai to karana hai to pyaar iska naam hai
ha pyaa r iska naam hai
main dafali bajaaunga tera saath nibhaaunga
main dafali bajaaunga tera saath nibhaaunga
majbur hoon main tu gum na kar mai aankho se gaaunga
main aankho se gaaunga