People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 1 *

mujhe dena re badhai
Lyricist: Raj Kavi Tulsi
Album: Ahinsa(1979)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ahinsa/Mujhe-Dena-Re-Badhai-G
dhamak dhamak dham dholak baaje gunj uthi shahnai
ha dhamak dhamak dham dholak baaje gunj uthi shahnai
tulsi ki ramayan me bhi baat yahi batlai
ha ha baat yahi batlai
ho jab jab neki aur mati ki jag me hui ladai
ha ha jag me hui ladai are ravan ko fatkar mili hai
ram ko mili badhai
ha ha ram ko mili badhai ha ha ram ko mili badhai

mujhe dena mujhe dena re badhai gaon valo ke
yaar mera rab ho gya
mujhe dena re badhai gaon valo ke yaar mera rab ho gya
rab ho gya re yaar rab ho gya rab ho gya re yaar
rab ho gya
mai hu pyaar ka mai hu pyaar ka pyasa gaon valo
ke pyaar mera rab ho gya rab ho gya re payaar rab ho gya
ho rab ho gya re pyaar rab ho gya
mujhe dena mujhe dena re badhai gaon valo ke
yaar mera rab ho gya

nachu kaise na mai aaj rakhi piya ji ne laaj
ho more saiya ji ki aarti utar lo
ho iske saiya ji ki aarti utar lo
vo hai prem ka diwana sara jane ye jamana
use ek bar pyaar se pukar lo
ho use ek bar pyaar se pukar lo
ari ankhiyo ri ankhiyo suno mori sakhiyo suno mori sakhiyo
ankhiyo ri ankhiyo suno mori sakhiyo suno mori sakhiyo
usko palko ki chav me bitha lo ke yaar mera rab ho gya
rab ho gya re yaar rab ho gya rab ho gya re
yaar rab ho gya
mai hu pyaar ka mai hu pyaar ka pyasa gaon valo
ke pyaar mera rab ho gya

mangu sabki mai khair raha kisi se na bair
maja jindagi ka aaya yaaro ab hai
ho maja jindagi ka aaya yaaro ab hai
banda rab ka hai nur banda vande se hai dur
banda pyaar kare to khud rab hai
ho banda pyaar kare to khud rab hai
ho chota nahi koi aur bada nahi koi
chota nahi koi aur bada nahi koi
chota nahi koi aur bada nahi koi
aao gairo ko bhi gale se laga lo
ke pyaar mera rab ho gya rab ho gya re payaar rab ho gya
ho rab ho gya re pyaar rab ho gya
mujhe dena re badhai gaon valo ke yaar mera rab ho gya
rab ho gya re yaar rab ho gya rab ho gya re
yaar rab ho gya
rab ho gya rab ho gya re payaar rab ho gya
rab ho gya re yaar rab ho gya rab ho gya re
yaar rab ho gya
rab ho gya rab ho gya re payaar rab ho gya