People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 1 *

Bahaar Hee Bahaar Hai
Lyricist: Maya Govind
Album: Daman(2000)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/english/Daman-OST/Bahar-Hi-Bahar-Da
bahar hi bahar hai fiza me bhi khumar hai
bhawar kali se kah raha bhawar kali se kah raha
ke mujhko tumse pyar hai bahar hi bahar hai

kisi na kisi ko ye dil tum dogi
kisi na kisi se mohabbat karogi
ye dil hai mera jo bhi chahu karungi
mai dil ye kisi pagal ko na dungi
ye dil hai mera jo bhi chahu karungi
mai dil ye kisi pagal ko na dungi
bahar hi bahar hai fiza me bhi khumar hai

hai rangi shama mausam hai suhana
kabhi ye kahoge ke chedo tarana
chaya hai kya nasha mujhko hai kya pata
tuhi meri manjil tu hai sahara
bina pankh udta hai panchi bechara
bahar hi bahar hai fiza me bhi khumar hai

ke jis din sham or sahar honge mere
kis din tere adhar honge mere na din kabhi wo aayega
ye khwab tut jayega na din kabhi wo aayega
ye khwab tut jayega bahar hi bahar hai
fiza me bhi khumar hai bahar hi bahar hai
bahar hi bahar hai fiza me bhi khumar hai
fiza me bhi khumar hai bhawar se kah rahi kali
bhawar kali se kah raha ye juth beshumar hai