People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 1 *

Mujhe Milgaya Bichhda Yaar
Music: Sonik Omi
Lyricist: Sajan Dehlvi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Badla-Aur-Balidan/Mujhe-Mil-G
mujhe mil gaya bichhda yaar
yaar mera yaar, yaar
mujhe mil gaya bichhda yaar
yaar mera yaar, yaar
main kar dun jaan nisaar
main kar dun jaan nisaar
pyaar mera pyaar, pyaar
main kar dun jaan nisaar
pyaar mera pyaar, pyaar
ho mujhe mil gaya bichhda yaar
yaar mera yaar, yaar

yaar aaya shabab aa gaya hai
yaar aaya shabab aa gaya hai
lo dua ka jawab aa gaya hai
lo dua ka jawab aa gaya hai
yaar aaya shabab aa gaya hai
yaar aaya shabab aa gaya hai